Monday, February 15, 2010

Woh jinhe taaron ki baraat samajh baithe,
Kya pata tha unhe woh hamare ashkon ki ladi thi!

Sunday, February 14, 2010

Hum maante the humein dard dekar unhein dard hota hai,
Par iss baar hamein dard dekar unki aah bhi na nikli..!!
Badmijaazi toh khuda ne ki hai,
jisse maana tha aasmaan uska saaya utha diya!!